Tuesday, 1 December 2015

Women constitute almost half of the population of the country.

عورتیں ملک کی آبادی کا تقریبا نصف حصہ ہیں۔ معاشرے کی ترقی میں ان کا کردار اتنا ہی اہم ہے جتنا مردوں کا۔ جب تک عورتیں قوم کی ترقی میں سرگرمی سے حصہ نہیں لیتی ملک ترقی نہیں کر سکتا۔ ضروری ہے کہ ایسے حالات پیدا کیے جائیں کہ عورتوں کو انکے حقوق ملیں۔ ان کی تعلیم و تربیت کا اہتمام ہو اور وہ قومی ترقی کے کاموں میں اور زیادہ حصہ لے سکیں۔

Roman Urdu: Aurtain mulk ki abadi ka taqreeban nisaf hissa hain. Mu'ashray ki taraqi main un ka kirdar itna hi aham hai jitna mardu ka. Jab tak aurtain qoum ki taraqi main sargarmi se hissa nahi leti mulk taraqi nahi kar sakta. Zaruri hai ke aisay halat peda kiye jain ke aurtun ko un ke huqooq milain. Un ki taleem wa tarbiyat ka ehtamam ho aur wo qoumi taraqi ke kamu main aur zyada hissa le sakain.

English: Women constitute almost half of the population of the country. Their role in society is as important as that of men. The country cannot make progress unless women take an active part in the progress of their nation. It is necessary to create such situations so that women can enjoy equal rights. They should be provided with education and training so that they can take part in the nation's progress even more.

Previous

No comments:

Post a Comment