Thursday, 10 April 2014

Sounds of Animals and Birds (Part 2)



(11) Roman Urdu: Fakhtain koko karti hain.
English: Doves coo.

(12) Roman Urdu: Billiyan miyaon karti hain.
English: Cats mew/meow/miaow.

(13) Roman Urdu: Bherain mamiyati hain.
English: Sheep bleat.

(14) Roman Urdu: Murghiyan kurkurati hain.
English: Hens cluck.

(15) Roman Urdu: Kauve kaen kaen karte hain.
English: Crows caw.

(16) Roman Urdu: Sanp phunkarte hain.
English: Snakes hiss.

(17) Roman Urdu: Kabutar ghutar ghoon ghutar ghoon karte hain.
English: Pigeons coo.

(18) Roman Urdu: Battakhain qaen qaen karti hain.
English: Ducks quack.

(19) Roman Urdu: Bakriyan men men karti hain.
English: Goats bleat.

(20) Roman Urdu: Chuhe chin chin karte hain.
English: Mice squeak.

Next
Previous

No comments:

Post a Comment